Question:
Qurbani karte waqt agar janwar ka khoon kapron par lag jaye to un kapro me namaz jaiz ya nahin
 
Answer:
\"DAM-E-MASFOOH\" yaani behta hua khoon napaak hai. Agar kapre ya jism par lag jaye to bagair paak kiye Namaaz parhna manaa hai,kyunke namaaz ke sharaait main jagaa,jism aur libaas paak hona zaroori hai.