Question:
Agar mard ramzan key mahinay ma namaz parhe magar Taraweeh nahin parhe to usay guna milay ga?Aur mujhey apnay doston ke sath kaisa salook karna chaheya agar wo mujhey bohat tang karey aur kia ma badla la sakta hun
 
Answer:
Taraweeh Sunnat-e-Moakkadah hai aur jamaat ke sath Mustahab hai...Agar Taraweeh sirey sai parhi hi nahin to uski Qaza to na hogi lekin Gunahgaar hua, Tauba KareyKis Masle main dost aap ko tung karte hain is baat ki wazaahat karen