Like Shah Sahab  Like us on facebook  Follow us on Twitter  Join Allama Syed Muzaffar Shah  Join us at Google + 
Quran Shareef
Donate Us
Live Speech
Videos
SMS Subscription
ASK Imam : Nikaah
Print Friendly Email Email
Question:
Shohar Kay Zabani ya tehriri talaq na denay per agar koi idara/court khula kay order jari kar day tu uski sharaee haisiyat kia hogi. Gunpoint per zabardasti talaq namay per sign karwalenay se kia talaq ho jaygee. court ke khula kay order jari karney se agar talaq nahi hoti aur aurat maaloom honay kay bawajood doosri shadi karley tu kia woh gunah may mubtala hoi. agar ghar waloon ki bhi marzi shamil thi tu kia woh bhi is gunah main baraber kay hisaydaar hongay.
Answer:
Jabri Talaaq se mutalliq hamare Fuqaha RehmaullaheAlaihim ka ye qaul haai ke :Jabr-o-Ikraah se dastakhat kar dene magar zubaan se alfaaz ada na kiye to Talaaq waqe na hui-------------Court ki Talaaq yaani Fasakh-e-Nikaah ke hukum ko zikar karne se pehle aap hamen ye bataen ke wo muqadma jo khula ke liye chalaya gaya tha uski noiyat kiya thi
Recent Q/A
Title
Q: Aslamoalekum molvi saab main spain main hon kuch narzgi ki waja se main ney appni biwi ko mobail se sms kar ke aik talaq beji...
Q: Wahabi larki se shadi karna kisa?
Q: Shohar Kay Zabani ya tehriri talaq na denay per agar koi idara/court khula kay order jari kar day tu uski sharaee haisiyat...
Q: before marriage making the intercourse is gunah?but we get married after 2 months?
Q: I am a married women having three child and my sister has no issue so i decided to help her and through external procedure,i...
Favorite Queries
Title
Q: Allah Miyan kehna kaisa hai
View All
ASK Imam List
Skip Navigation Links.
Submit Your Question
Name:
Email:
Question:


Enter the code shown: